Thursday, September 18, 2008

A bit from Sahir Ludhianvi's Khoon Phir Khoon Hai

zulm phir zulm hai, barhta hai to mit jaataa hai
Khoon phir Khoon hai, Tapkega to jam jaayega
...
...
zulm ki baat hi kya, zulm ki auqaat hi kya
zulm bas zulm hai, aaghaaz se anjaam talak
Khoon phir Khoon hai, so shakl badal sakta hai
aisi shakleiN ke mitaaoo to mitaaye na bane
aise shole k bujhaao to bujhaaye na bane
aise naare k dabaao to dabaaye na bane

1 comment:

Anonymous said...

Deep thoughts...
Claps !!!